Roman script

hum nahi bhulenge, khushiyo ka ye tarahna

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

hum nahi bhulenge, khushiyo ka ye tarahna

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

main mandir hu, tu murat hai

main darpan hu, tu surat hai 

tujhme main hu, mujhme tu hai 

phool hu main aur tu khushbu hai 

ab sikhayenge hum duniya ko pyar nibhana

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

hum nahi bhulenge, khushiyo ka ye tarahna

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

tu suraj hai, main ujiyala 

amar rahega pyar humara 

hum dono ka sath na chhute 

hath me aakar, hath na chhute 

na sukhe pyar ki ganga 

na tute khwab suhana 

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

hum nahi bhulenge, khushiyo ka ye tarahna

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

dil hai tu aur main dhadkan hu 

tu badal hai, main sawan hu 

aandhi aaye, tufaan aaye 

har mausam me hum ye gaye 

hum dono na badle 

chahe badle rang zamana  

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

hum nahi bhulenge, khushiyo ka ye tarahna

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

Explore this song