Roman script

hum kuch bhi rakh le nam uska hum kuch bhi rakh le nam uska

insan ka mukaddar hota hai dunia me sikandar koi nahi

ha waqt sikandar hota hai ha waqt sikandar hota hai

hum kuch bhi rakh le nam uska

mano ke na mano kismat ko khud manwa leti hai kismat

jiwan me jo hona hota hai jiwan me jo hona hota hai

ha wo to hokar rahta hai ha wo to hokar rahta hai

dunia me sikandar koi nahi ha waqt sikandar hota hai

ha waqt sikandar hota hai hum kuch bhi rakh le nam uska

sapne jo dekha karti hai kya kya insan ki majburi

is hasi ki khatir insa ko is hasi ki khatir insa ko

jiwan bhar rona padta hai jiwan bhar rona padta hai

dunia me sikandar koi nahi ha waqt sikandar hota hai

ha waqt sikandar hota hai hum kuch bhi rakh le nam uska

jab din hi kale kale hai tab rato ka fir kya kahna

suraj to tukde tukde suraj to tukde tukde

or chand kahi par rota hai or chand kahi par rota hai

dunia me sikandar koi nahi ha waqt sikandar hota hai

dunia me sikandar koi nahi ha waqt sikandar hota hai

ha waqt sikandar hota hai hum kuch bhi rakh le nam uska

Explore this song