Roman script

ham karke mohabbat ye samjhe 
ham karke mohabbat ye samjhe 
rone se hansi kuch dur nahi 
rone se hansi kuch dur nahi 
jis gam ko basaya hain dil me 
us gum se khushi kuchh dur nahi 
us gum se khushi kuchh dur nahi 
kyu haar hui kyu jeet hui 
kyu haar hui kyu jeet hui
mat soch ye pyar ki baaji me
patjhad ke sune mausam me 
patjhad ke sune mausam me 
savan ki ghadi kuchh dur nahi 
savan ki ghadi kuchh dur nahi 
ham karke mohabbat ye samjhe 
rone se hansi kuch dur nahi 
rone se hansi kuch dur nahi 
jab chhupne lage tare to kaha 
jab chhupne lage tare to kaha 
usa ki suhani laani me 
dinbhar ke jaane waalo 
dinbhar ke jaane waalo 
aane ki ghadi kuch dur nahi 
aane ki ghadi kuch dur nahi 
ham karke mohabbat ye samjhe 
rone se hansi kuch dur nahi 
rone se hansi kuch dur nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube