Roman script

hum jaisa kaun hoga zamane me badnasib

manzil se dur ho gaye manzil ke samne

agar dil kisi par lutaya na hota

agar dil kisi par lutaya na hota

agar dil kisi par

to ashqo ka dariya bahaya na hota

agar dil kisi par lutaya na hota

agar dil kisi par

jo maalum hota ki hoga andhera

ki hoga andhera

jo maalum hota ki hoga andhera

ki hoga andhera

charaag-e-mohabbat jalaya na hota

charaag-e-mohabbat jalaya na hota

agar dil kisi par

o duniya ke maalik judaa tha jo karna

judaa tha jo karna

o duniya ke malik judaa tha jo karna

judaa tha jo karna

to acha tha unse milaya na hota

to acha tha unse milaya na hota

agar dil kisi par

to ashqo ka dariya bahaya na hota

agar dil kisi par lutaya na hota

agar dil kisi par

Explore this song