Roman script

hum dil ki kahani kya kehte

kuch keh na sake kuch keh bhi gaye

keh bhi gaye bechain hazaro aasu the

bechain hazaro aasu the

kuch beh na sake kuch beh bhi gaye

beh bhi gaye

kya jane ummido ki kashti

lahro ki kahani kya hogi

chashmo ka dehna ye duba

chashmo ka dehna ye duba

dariya ki rawani kya hogi

haye kya hogi arman to lakho dil me the

arman to lakho dil me the

kuch rah na sake kuch reh bhi gaye

reh bhi gaye hum dil ki kahani kya kehte

kuch keh na sake kuch keh bhi gaye

keh bhi gaye

jin par ke bharosa tha jag me

wah sare sahare tut gaye ummid ki rate bit gayi

ummid ki rate bit gayi kismat ke sitare tut gaye

haye tut gaye najro se jo usne war kare

kuch sah na sake kuch sah bhi gaye

sah bhi gaye hum dil ki kahani kya kehte

kuch keh na sake kuch keh bhi gaye

keh bhi gaye

Explore this song