Roman script

hirday me jinke sare tirath

charno me jinke chaaro dhaam

hirday me jinke sare tirath

charno me jinke chaaro dhaam

gyaan ke geeta ke gaayak

gyaneshwar ko sab karo prnaam

gyaneshwar ko karo prnaam

namami he gyaneshwar

dayami he gyaneshwar

gyaneshwar ko sab karo prnaam

gyaneshwar ko karo prnaam

namami he gyaneshwar

dayami he gyaneshwar

jab agyaan aniti adharm ke

kaale baadal chhaye

tab prakaash ban kar gyaneshwar

is dharti par aaye

tab prakaash ban kar gyaneshwar

is dharti par aaye

soi aatmaao ki jagakar

amar kar gaye apna naam

gyaan ke geeta ke gaayak

gyaneshwar ko sab karo prnaam

gyaneshwar ko karo prnaam

namami he gyaneshwar

dayami he gyaneshwar

maat peeta bin bacpan beeta

yaad aaye

ghar se beghar fire bhatakte

sau sau kasht uthaye

ghar se beghar fire bhatakte

sau sau kasht uthaye

sau sau kasht uthaye

dharam hata kar, karam sikha kar

kiya dharam heet sangraam

gyaan ke geeta ke gaayak

gyaneshwar ko sab karo prnaam

gyaneshwar ko karo prnaam

namami he gyaneshwar

dayami he gyaneshwar

unch neech ka bhed mitakar

maanav dharam sikhaya

daya shama karuna mamta ka

pawan path padhaya

daya shama karuna mamta ka

pawan path padhaya

ghar ghar prem ki jyot jagakar

purn kar gae apna kaam

gyaan ke geeta ke gaayak

gyaneshwar ko sab karo prnaam

gyaneshwar ko karo prnaam

namami he gyaneshwar, dayami he gyaneshwar

namami he gyaneshwar, dayami he gyaneshwar

namami he gyaneshwar, dayami he gyaneshwar

namami he gyaneshwar, dayami he gyaneshwar

Explore this song