Roman script
hindustan ki kasam, hindustan ki kasam, hindustan ki kasam na jhukega sir vatan ka, har jawan ki kasam na jhukega sir vatan ka, har jawan ki kasam hindustan ki kasam, hindustan ki kasam jinhe pyar hai vatan se, vo ja pe khelte hai khawabo se khelte hai, arma se khelte hai mile raho me jo tuffa, tuffa se khelte hai hai issi me shan apni, issi shan ki kasam na jhukega sir vatan ka, har jawan ki kasam hindustan ki kasam, hindustan ki kasam dil hoga jitna ghayal, utna magan rhega dunoyo ko yaad apna, ye baat safal rahega leharaye ja tiranga, jab tak vatan rahega yahi shan hai humara, iss shan ki kasam yahi shan hai humara, iss shan ki kasam hindustan ki kasam, hindustan ki kasam na jhukega sir vatan ka, har jawan ki kasam na jhukega sir vatan ka, har jawan ki kasam hindustan ki kasam, hindustan ki kasam
Song details
- Singer: Manna Dey
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Hindustan Ki Kasam (1974)
- Composer: Madan Mohan
- Lyricist: Kaifi Azmi
- Actor: Priya Rajvansh
- Actor: Parikshat Sahni
- Actor: Bharat Kapoor
- Actor: Raj Kumar
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Amjad Khan
- Actor: Balraj Sahni
- Actor: Padma Khanna
- Actor: Chetan Anand
- Actor: Vijay Anand
- Actor: Nitin Sethi
- Actor: Satyen Kappu
Song video
singer: Manna Dey, Mohammed Rafi