Roman script

rim-jhim barsi jo meghon se boonde

kudrat ka jaadu chhaya

paani ne jaise baandhi ho paayal

pyasa har kan-kan gaaya are aa kuch gungunaa

geeto bhara pyar sa hain ye jahaan

are aa tu bhi sunaa

hey hu hum  hu hum gaaye hawaa

gaye jo aasmaan

hey ya jhoomo naacho re hey ya khushi baaton re

hey ya khul ke jeeo re jaisa apna aashiyaan

hoga aisa yeh jahaan

teri meri sab ki duniya

jhar jhar behti rehti khushiyaan

aao milke sajhaye ise

sapne sach ho jaaye yahaan

tere haathon mein ab uski dori

tu ab hai iski jubaan

are aa sabko bataa

aey sondhi sondhi mitti bichha

taare sajhake aa

hey ya jhoomo naacho re

hey ya khushi baaton re

hey ya haste gaate re

gham ka na koi nishaan

hey ya..hey ya..

jaisa apna aashiyaan

hoga aisa yeh jahaan

Explore this song