Roman script

he jagat ke maalik raam 

tujhko mere laakh parnaam 

chithiyaa main likhti patiya 

main likhti tere naam 

he jagat ke maalik raam 

tujhko mere laakh parnaam 

chithiyaa main likhti patiya 

main likhti tere naam 

bachapan se hi main hu abhagan 

kisi ke sang na kheli 

kisi ke sang na kheli 

is lambi chaudi duniya me 

is lambi chaudi duniya me

main hu aaj akeli 

main hu aaj akeli 

hua hain jivan ab sangram 

bula le mujhko apne dham 

chithiyaa main likhti patiya 

main likhti tere naam

Explore this song