Roman script

hello mr dil 
hello, hello mr 
kaho dil betab ho kiske liye
kaun hai wo thandi aahe bharte ho jiske liye
hello, hello mr dil
hello
ek taraf piaano ke nagme
ek taraf piaano ke nagme
ek taraf dholan ke geet
ek taraf dholan ke geet
tumko meri hi kasam 
tumko meri hi kasam 
banoge kaho kiske mit
kya lagan ki hai ya bechain ho iske liye
kaun hai wo thandi aahe bharte ho jiske liye
hello, hello mr dil
dil agar doge to ye aankhe kahengi
shukariya
pyar kar loge to ye nazre kahengi
shukariya
mr ab dena, mr ab dena 
bahut hi mushkil hai milan ke liye
kaun hai wo thandi aahe bharte ho jiske liye
hello, hello mr dil
aankh ko teri tamana 
aankh ko teri tamana, dil ko teri hi lagan
dil ko teri hi lagan
tu jo mil jaye to khil jaye ummido ka chaman
tu jo mil jaye to khil jaye ummido ka chaman
mai usi ki
mai usi ki dil me razi aana hai jiske liye
kaun hai wo thandi aahe bharte ho jiske liye
hello, hello mr dil

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, G. M. Durrani