Roman script

hey ram hey ram hey ram 
hey ram mere itna kah do 
kyu pal mein nata toda 
aaj abhagin sita ko 
kis path mein lakar chhoda 
hey ram hey ram hey ram 
hey ram hey ram 
hey ram ab jaun kahan 
ab jaun kahan 
dur dur tak andhiyara hain 
koi raah na sujhe 
haye vidhata ik abala ki 
kaun jo pida bujhe 
hey ram ab jaun kahan 
ab jaun kahan 
kaun jo jake kar jode aur 
unse kare nihara 
kaun jo jake kar jode aur 
unse kare nihara 
kyu dhove path pe apne ?
sita se muh moda 
hey ram ab jaun kahan 
ab jaun kahan 
main to prem sudha ki pyasi 
tumhra naam japungi  
main to prem sudha ki pyasi 
tumhra naam japungi  
ek to kya sau banvaso ka 
har dukh mein sah lungi 
ek to kya sau banvaso ka 
har dukh mein sah lungi 
hey ram ab jaun kahan 
ab jaun kahan 
itna kah do dukh viyog ka 
kaise aaj sahungi 
itna kah do dukh viyog ka 
kaise aaj sahungi 
ram ram ratte ratte main 
ik din pran tajungi 
ram ram ratte ratte main 
ik din pran tajungi 
hey ram hey ram 
hey ram ab jaun kahan 
hey ram ab jaun kahan 
hey ram ab jaun kahan

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Ranu Mukherjee, Hemant Kumar