Roman script

hey naani kar gayi dhamaal dekho 

hey naani iska darde haal dekho

hi hi hi naani ke kamal se

fas gaye vo jaal mein apani kali daal mein

fas gaye vo jaal mein apani kali daal mein

hey naani gundo ki ye majaal dekho 

hey naani thappad lage gaal dekho

hi hi hi swiss bank mein machal

naani kar degi kangaal pohancha degi haspataal

naani kar degi kangaal pohancha degi haspataal

hey naani mr paal maala maal dekho hey naani 

safa chak kar de sab ke baal dekho

mr sur or mr taal 

ho gaye kale pile lal kar de gundo ko halal

ho gaye kale pile lal kar de gundo ko halal

he dadi ae dadi nahi naani bol 

hey dadi aare fir de dadi bola nani bol

hey daadi aare dadi kyon bolata hai re nani

hey nani 

hey naani naram naram baal jaise

hey naani aakal tamater gaal jaise

he he he dil mal mal rumal jaise 

duniya mein golmaal ho

sabka rakhti khayal vo

hey naani reh gaya savaal ek

hey naani koi kes hai phihaal ek

he he he saath pachhatter saal se

chal rahi hai chal naani kar rahi hai be haal 

chal rahi hai chal naani kar rahi hai be haal

Explore this song