Roman script

sath ka mard solah ki janani huyi amma

sath ka mard solah ki janani huyi amma

bhude pe kaisi ho kaisi

bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma

sath ka mard solah ki janani huyi amma

bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma

iske chalan ka charcha haye haye kya bolu

shor hai kya ghar ghar ka haye haye kya bolu

iske chalan ka charcha haye haye kya bolu

shor hai kya ghar ghar ka haye haye kya bolu

dhal gayai ski aankh ka pani huyi amma

sath ka mard solah ki janani huyi amma

bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma

bhudi kamar me dam nahi phir bhi dekho chhachhand

sina tane aadha khula aur aadha band

bhudi kamar me dam nahi phir bhi dekho chhachhand

sina tane aadha khula aur aadha band

dhalti umar itni mastani huyi amma

sath ka mard solah ki janani huyi amma

bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma

mai dikhla du hath agar baya dehna

phir tu uth ke mang le pani to kahna

mai dikhla du hath agar baya dehna

phir tu uth ke mang le pani to kahna

yaad aa jaye tujhko teri nani huyi amma

sath ka mard solah ki janani huyi amma

bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma

Explore this song