Roman script

zakhmi saajan tujhe pukare

zakhmi saajan tujhe pukare

zakhmi saajan tujhe pukare

zakhmi saajan tujhe pukare

aaja aakhari waqt hain mera

aaja aakhari waqt hain mera

aaja aakhari waqt hain mera

tute aas ke taare

aaja aakhari waqt hain mera

tute aas ke taare

zakhmi saajan tujhe pukare

zakhmi saajan tujhe pukare

tune sangdil zulm kiya hain

pyaar ka badla khub diya hain

o tune sangdil zulm kiya hain

pyaar ka badla khub diya hain

maine hans kar dil mein chhupaye

maine hans kar dil mein chhupaye

maine hans kar dil mein chhupaye

saare dard tumhare

maine hans kar dil mein chhupaye

saare dard tumhare

zakhmi saajan tujhe pukare

zakhmi saajan tujhe pukare

teri duniya chhod chala hoon

maut se naata jod chala hoon

o teri duniya chhod chala hoon

maut se naata jod chala hoon

dekh le aake soorat meri

dekh le aake soorat meri

dekh le aake soorat meri

aaja yaar ke pyare

dekh le aake soorat meri

aaja yaar ke pyare

zakhmi saajan tujhe pukare

zakhmi saajan tujhe pukare

teri judaai yaar se kheli

ban gayi zindagi ek paheli

haye teri judaai yaar se kheli

ban gayi zindagi ek paheli

dafan hain mayushi ke kafan mein

dafan hain mayushi ke kafan mein

dafan hain mayushi ke kafan mein

sab armaan humaare

dafan hain mayushi ke kafan mein

sab armaan humaare

zakhmi saajan tujhe pukare

zakhmi saajan tujhe pukare

aaja aakhari waqt hain mera

aaja aakhari waqt hain mera

aaja aakhari waqt hain mera

tute aas ke taare

aaja aakhari waqt hain mera

tute aas ke taare

zakhmi saajan tujhe pukare

zakhmi saajan tujhe pukare

zakhmi saajan tujhe pukare

zakhmi saajan tujhe pukare

Explore this song