Roman script

haye mast jawani aai ho mast 
haye mast jawani aai 
nache gaye gaye 
pritm se hum prit rachaye 
pagli pagli sacchi prit pati ki sewa 
sachchi preet sachchi preet pati ki sewa
isi me mit jaye 
pagli pagli pati sewa ki rit nibhaye 
pagli pagli haste hai chand sitare 
haste haste hai chand sitare 
are hum bhi muskaye pagli 
pagli jiwan ko rangin banye 
pagli pagli hai jiwan udata panchi 
hai jiwan hai jiwan udata panchi 
is pe na itraye pagli 
pagli pagli inse panchi hath na aaye 
pagli pagli jab kaliya le angadai 
pagli pagli jab kaliya jab kaliya le angadai 
bhanvre lahraye pagli 
pagli kyun dekh dekh lalchaye 
pagli pagli ye duniya hai ek sapna 
ye duniya hai ek sapna ye duniya hai ek sapna 
ise bhikharaye pagli pagli
ise dhokhe me na aaye

Song details

Song video

Watch on YouTube