Roman script

kaisa hai ye shrap haye re 

kaisa hai ye pap 

apni ladali beti ko 

pahchan saka na bap 

haye re kismat ki ye kahani 

haye re kismat ki ye kahani 

hardy me aag sulagati 

nain se bahata hai pani 

haye re kismat ki ye kahani 

haye re kismat ki ye kahani 

hath laga to sab sukh jal gaye 

koi na sathi bhag badal gaye 

hath laga to sab sukh jal gaye 

koi na sathi bhag badal gaye 

hoke suhagan firati abhagan 

duniya se anjani 

haye re kismat ki ye kahani 

haye re kismat ki ye kahani 

sapno ka wo bag ujad gya 

chand sa sundar rup bigad gya

sapno ka wo bag ujad gya 

chand sa sundar rup bigad gya 

ban ban bhatke piya piya rat ke 

koi dard diwani 

haye re kismat ki ye kahani 

haye re kismat ki ye kahani

Explore this song