Roman script

haye ye tune kya kiya mujhe se ye kya bata diya
dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
haye ye tune kya kiya

humne toh dil luta diya, humne toh sar jhuka liya

ab toh jo ho hua kare
ab toh jo ho hua kare
humne toh ghar jala diya
dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
haye ye tune kya kiya
haye ye tune kya kiya mujhe se ye kya bata diya
dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
haye ye tune kya kiya
dil se jo dil ko raah thi, kab woh chhupaye chhup saki

hontho ne rok li hansi aankho ne muskura diya 
hontho ne rok li hansi aankho ne muskura diya 
dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
haye ye tune kya kiya
haye ye tune kya kiya mujhe se ye kya bata diya
dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
haye ye tune kya kiya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Suraiya

lyricist: Saraswati Kumar Deepak, Asad Bhopali, S H Bihari, Arzoo Lakhnavi