Roman script

hasrate barbaad meri, dil ke armaa chur hai

bebasi pni pe main aansu bahaun raat din

dil tod ke jaane waale o

munh mod ke jaane waale o

tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe

teri yaad me ek dil rota hai

itna par tujhko yaad rahe

tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe

dil tod ke jaane waale o

munh mod ke jaane waale o

takdeer ke kaatib ne jis din

mujh bekas takdir likhi

sab ranj-o-aalam duniya ke diye

meri kismat me ye lakir likhe

ye badkismat barbaad rahe

ye badkismat barbaad rahe

tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe

dil tod ke jaane waale o

munh mod ke jaane waale o

tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe

dil tod ke jaane waale o

munh mod ke jaane waale o

meri mit gayi sari hasratein

mere armaano ka khun hua

tune pyaar ke badle dard diya

dil se nilegi yahi dua

gam dene wala shaad rahe

gam dene wala shaad rahe

tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe

dil tod ke jaane waale o

munh mod ke jaane waale o

tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe

dil tod ke jaane waale o

munh mod ke jaane waale o

Explore this song