Roman script

(hari ko bisaaro naa
hari naa bisaarege)-2
(ghir ghir aaye vipadaa)-2
(hari dukh taarege)-2
hari na bisaarege
(hari ke hai koti haath
hari hai anaath naath
(ur dhaaro  hari ko to)-2
hari ur dhaarege 
hari naa bisaarege
hari ko bisaaro naa
saato janam paalak hai
dushto ke dhaalak hai
hari hari naam japaa
(hari hari)-2 
hari hari naam japaa
(hari hi ubhaarege)-3
hari na bisaarege
hari ko bisaaro naa

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Mahipal, Shobhna Samarth, Niranjan Sharma