Roman script

har taraf andhera hai dur kyun savera hai 

sehame sehame manjar hai suni suni raahein hai

darr rahe hain bachche kyun kyun udaas maaye hain

har khushi ke aangan mein dard ka basera hai

sehame sehame manjar hai

kya huwa hai basti ko kaisi yeh udaasi hai

jindagi khud apane hi 

khun ki pyaasi hai khun ki pyaasi hai  

beasar duwaayein hai waqt pehara hai 

beasar duwaayein hai waqt pehara hai

har taraf andhera hai dur kyun savera hai

sehame sehame manjar hai

sehame sehame manjar hai suni suni raahein hai

darr rahe hain bachche kyun kyun udaas maaye hain

Explore this song