Roman script

har fakeer ki duaa tunhare sath hai

har fakeer ki duaa tunhare sath hai

ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai

sabi pe maharban tum sabi ke kherva tum

sabi pe maharban tum sabi ke kherva tum

jaha bhi jaoge tum ban ke rahoge badshah tum 

sabi ke dard gam ki dava tumhare pas hai

sabi ke dard gam ki dava tumhare pas hai

ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai

ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai

luta ke apna takhat taj dilo me kar kiya ghar

lagege motiyo ke dhere najar utaoge jidar

ki rahmato ki jumti gata tumhare sath hai

ki rahmato ki jumti gata tumhare sath hai

ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai

ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai

banegi shyam bin ki banege ke sab bigde kam

rahega har juba par sada tumhara nek naam

daga hai gair ke liye wafa tumhare sath hai

daga hai gair ke liye wafa tumhare sath hai

ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai

ruke na raho me kadam khuda tumhare sath hai

Explore this song