Roman script

kisi ka aashiyan jalna  kisi ka muskura dena

are e ruthi hui kismat  unhe itna bata dena

haste haste rona pada haye  rona pada

haste haste rona pada haye  rona pada

mil ke bhi dur hona pada  haye rona pada 

haste haste rona pada haye  rona pada

ankho me pyar tha  dil me khushi thi

dil me khushi thi duniya se dur ek duniya

basi thi duniya basi thi bichad gaya sanam

samajh na paye hum dil ki khushi ko khona 

pada haye rona pada haste haste rona pada haye  rona pada

apni kahani mein na kisi ko sunaungi kisi ko sunaungi

maine hi lagai aag main hi jal jaungi main hi jal jaungi

mera hi kusur tha dil majbur tha

barbad akhir hona pada haye rona pada

haste haste rona pada haye  rona pada

Explore this song