Roman script

hans le mouj uda le ye duniyan do din ki 
ye duniyan do din ki 
hans le mouj uda le ye duniyan do din ki 
ye duniyan do din ki 
jivan hai ek pal ka mela 
jivan hai ek pal ka mela 
aaj hai aur kal kuchh bhi nahi 
aaj hai aur kal kuchh bhi nahi 
geet khushi ke ga le o ga le ga le ga le 
geet khushi ke ga le 
ye duniyan do din ki
ye duniyan do din ki
hans le mouj uda le ye duniyan do din ki 
ye duniyan do din ki 
pal bhar ki jindagani ho jindagani 
pal bhar ki jindagani ho jindagani 
pal bhar ka ye mel 
pal bhar ka ye mel 
karna ho so kar le o kar le kar le 
karna ho so kar le
ye duniyan do din ki 
ye duniyan do din ki 
hans le mouj uda le ye duniyan do din ki 
ye duniyan do din ki 
bichhad gaya jab man ka sathi 
bichhad gaya jab man ka sathi 
saj nahi aabad nahi 
saj nahi aabad nahi 
jivan ka jal bhar le o bhar le bhar le 
jivan ka jal bhar le 
ye duniyan do din ki 
ye duniyan do din ki 
hans le mouj uda le ye duniyan do din ki 
ye duniyan do din ki 
hans le mouj uda le ye duniyan do din ki 
ye duniyan do din ki

Song details

singer: Rajkumari, Suman Purohit