Roman script

ye jashn ki raat hain 

aaj aisa hangama ho, jo hamesha yaad rahe 

karte hain elaan yaaro, aaj karenge hangama 

sab hain kyu hairaan yaro, aaj karenge hangama

karte hain elaan yaaro, aaj karenge hangama 

jhumenge nachenge masti me gayenge 

maar liya maidaan yaro, aaj karenge hangama

hangama ho hangama, aaj karenge hangama 

he karte hain elaan yaaro, aaj karenge hangama 

hangama ho hangama, aaj karenge hangama 

ho ho ho ho ho ho ho 

ho mile diwane hain chhede tarane hain 

hasi jamane hain yaro bade hasi jamane hain 

ha ho ha ho ha ho ha 

ho koi na jane ye, yaha nigaho ke 

kaha nishane hain yaro, kaha kaha nishane hain

ye charcha kal rahega, jubaan pe dildaaro ke 

jamana jaan lega, yaar hain ham yaro ke 

jhumenge nachenge masti me gayenge 

maar liya maidaan yaro, aaj karenge hangama

hangama ho hangama, aaj karenge hangama 

he karte hain elaan yaaro, aaj karenge hangama 

hangama ho hangama, aaj karenge hangama 

ho ho ho ho ho ho ho 

ho kahe ka rona hain, yaha ho hona 

wahi to hona hain yaro, yaha wahi to hona hain 

ha ho ha ho ha ho ha 

ho kisi ko pana hain, kisi ko khona hain 

yahi to hona hain yaro, yaha yahi to hona hain 

khushi ki raat aai, liye saugaat aai 

ki hontho pe machal ke, ye dil ki baat aai 

jhumenge nachenge masti me gayenge 

maar liya maidaan yaro, aaj karenge hangama

hangama ho hangama, aaj karenge hangama 

he karte hain elaan yaaro, aaj karenge hangama 

hangama ho hangama, aaj karenge hangama 

ho ho ho ho ho ho ho 

ho kahi na ruke ham, kabhi na jhuke ham 

bala ka josh hamara yaro, bala ka josh hamara 

ha ho ha ho ha ho ha 

ho jo dil me aaya hain, kar ke dikhaya hain 

jaha ye jane sara yaro, jaha ye jane sara 

na koi hamko roke, na toke aaj koi

aaj ki is masti ka, na aaye ant koi 

jhumenge nachenge masti me gayenge 

maar liya maidaan yaro, aaj karenge hangama

hangama ho hangama, aaj karenge hangama 

hangama ho hangama, aaj karenge hangama 

hangama ho hangama, aaj karenge hangama 

hangama ho hangama, aaj karenge hangama 

he aaj ki raat he he hu hu haan

Explore this song