Roman script

hame aye dil kahi le chal

bada tera karm hoga

hamare dam pe hai har gum

na hum honge na gum hoga

hame aye dil kahi le chal

khabar kya thi bahar aakar

hamare aashiyane par

hamare aashiyane par

khabar kya thi bahar aakar

hamare aashiyane par

hamare aashiyane par

nayi bijli girayegi 

naya hum par sitam hoga

hame aye dil kahi le chal

bada tera karam hoga

tamannao se badli 

na badlegi kabhi kismat

na badlegi kabhi kismat

tamannao se badli 

na badlegi kabhi kismat

na badlegi kabhi kismat

likha hai jo mukaddar me

wahi teri taswwur hai

hamare dam pe hai har gum

na hum honge na gum hoga

hame aye dil kahi le chal

Explore this song