Roman script

hum unko samajhte hain umeedo ka sahara

de de koyi ja kar unhe paigam humara

hum unko samajhte hain umeedo ka sahara

de de koyi ja kar unhe paigam humara

bedard hain kya samajhenge wo meri mohabbat

bedard hain kya samajhenge wo meri mohabbat

aansu hai meri aankh ka tuta hua tara

de de koyi ja kar unhe paigam humara

hum unko samajhte hain umeedo ka sahara

de de koyi ja kar unhe paigam humara

o, wo aankh bacha kar jo mere paas se gujre

ho paas se gujre

o, wo aankh bacha kar jo mere paas se gujre

ho paas se gujre

dil ne unhe rah rah ke kayi baar pukara

de de koyi ja kar unhe paigam humara

hum unko samajhte hain umeedo ka sahara

de de koyi ja kar unhe paigam humara

o, yaad aa gaya aise me hume milna kisi ka

milna kisi ka

o, yaad aa gaya aise me hume milna kisi ka

milna kisi ka

jata tha kahin dur koyi dard ka mara

de de koyi ja kar unhe paigam humara

hum unko samajhte hain umeedo ka sahara

de de koyi ja kar unhe paigam humara

Explore this song