Roman script

ham pyar tumhi se karte hai

ham pyar tumhi se karte hai 

nadan balam tum kya jano

tum ruth gaye dil tut gaya 

paya hai jo gum tum kya jano

ham pyar tumhi se karte hai

jab hamko banaya tha apna 

kyun hal na dil ka jan sake

ek phul chuna ek phul chuna 

aur phenk diya khushbu le na sake

thukara diya meri ulfat ko 

apna ye sitam tum kya jano

ham pyar tumhi se karte hai

mit jayey muhobbat ki duniya 

ye bat koyi asan nahi

arman bhara arman bhara ye 

dil mera najuk hai magar nadan nahi

muh pher lo hamse lakh magar 

badalenge na ham tum kya jano

ham pyar tumhi se karte hai

ham pyar tumhi se karte hai 

nadan balam tum kya jano

tum ruth gaye dil tut gaya 

paya hai jo gum tum kya jano

ham pyar tumhi se karte hai

Explore this song