Roman script

hum bhi kho gaye hain, dil bhi kho gaya hai

kahte hain pyar jisko shayad woh ho gaya hai

hum bhi kho gaye hain

dil humko dhundhata hain, hum dil ko dhundhate hain

manjil pe hum khade hain, manjil ko dhundhate hain

kya chij hai mohabbat samjhega kya zamana

itni si hai kahani itna sa hai fasana

Explore this song