Roman script

ham aaj kahi dil kho baithe, ham aaj kahi

ham aaj kahi dil kho baithe, ham aaj kahi

yu samajho kisi ke ho baithe 

yu samajho kisi ke ho baithe, ham aaj kahi  

hardam jo koi paas aane laga, hardam jo koi

bhed ulfat ke samajhane laga, bhed ulfat ke 

nazaro se nazar ka takarana

nazaro se nazar ka takarana

tha dil ke liye ik afasana 

tha dil ke liye ik afasana 

ham hatho se dil ko kho baithe

yu samajho kisi ke ho baithe, ham aaj kahi  

aankho me samaya koi magar

kaun aaya kisi ko kya ye khabar 

aankho me samaya koi magar

kaun aaya kisi ko kya ye khabar 

puchho to yahi hai uska pata

puchho to yahi hai uska pata

chanchal naina aur shokh ada 

chanchal naina aur shokh ada 

ham dil ki naiyya dubo baithe

yu samajho kisi ke ho baithe 

ham aaj kahi dil kho baithe, ham aaj kahi

Explore this song