Roman script
Aaja.. aaja.. aaja.. aa aaja Aaja zara sarak le Gir le zara bahek le Saiyyan zara chhalak le, haaye Aake moh se lipat le Tedha zeher hai ye iss se naa kar chhedkhani Night ki naughty kahaani Ye Halkat Jawani Ye Halkat Jawani… Meetha ye namkeen pani Ye Halkat Jawani Ye Halkat Jawani Night ki naughty kahaani Ye Halkat Jawani Ye Halkat Jawani… Taa taan taan ta na na re ta ta… Aa aa, chhoron ki neeyat halaal kare aah Arey! basti mein daily bawaal kare… Haaye.. chhoron ki neeyat halaal kare Basti mein daily bawaal kare Item bana ke rakh le, haay Chakhna bana ke chakh le Aankhon ko kyun seke Haathon se kar manmaani Night ki naughty kahaani Ye Halkat Jawani Ye Halkat Jawani… Meetha ye namkeen pani Ye Halkat Jawani Ye Halkat Jawani Aaye haaye oye hoye Jawani Ye Halkat Jawani haaye..
Song details
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Film / album: Heroine
- Composer: Salim-Sulaiman
- Lyricist: Niranjan Iyengar
Song video
director: Madhur Bhandarkar
cast: Kareena Kapoor Khan, Arjun Rampal, Randeep Hooda, Shahana Goswami
language: Hindi
music label: Sony Music India