Roman script

hai tilismi aaj ki raat

kuch na kuch ho jayega

chaya kohra hai kaun mohra hai

ye koi na jaan payega

hai tilismi aaj ki raat kuch na kuch ho jayega

chaya kohra hein kaun mohra hein

ye koi na jaan payega

aayega koi jhoka jo de jayega dhoka

bachke sambhal ke rehana

ho jayega koi fana, ho jayega koi fana

ho jayega koi fana, ho jayega koi fana

ho jayega koi fana, ho jayega koi fana

hai raat ye zeharila kua, dhua

gehara hai dhuaa, hai katil ye khamoshiya

lamho mein ye surkhiya hai koi bandhuma hai

nigahein beimaan hai adayein janleva o o o

chehre pe chehra hai, parde pe parda hai

kehata yahi andhera, ho jayega koi fana

ho jayega koi fana, ho jayega koi fana

ho jayega koi fana, ho jayega koi fana

ho jayega koi fana

hai sehma sa dil yahan chaya khauf ka sama

hai dhadkan me becheniya saason me betabiyan

bedard hai hawaye khudgarz aandhiyan hain 

ruke se ye rukena o o o

jo iske raste mein ayega jayega wo

ek pal bhi ye chukena

ho jayega koi fana, ho jayega koi fana

ho jayega koi fana, ho jayega koi fana

ho jayega koi fana, ho jayega koi fana

hai tilismi aaj ki raat kuch na kuch ho jayega

chaya kohra hein kaun mohra hai

ye koi na jaan payega

aayega koi jhoka jo de jayega dhoka

bachke sambhal ke rehana

ho jayega koi fana, ho jayega koi fana

ho jayega koi fana, ho jayega koi fana

ho jayega koi fana, ho jayega koi fana

Explore this song