Roman script

nazar milake mera dil chura liya tumne 

nazar milake mera dil chura liya tumne 

bhala kiya ya bura jo kiya kiya tumne 

chala ke jaadu mera hosh udha diya tumne 

bhala kiya ya bura jo kiya kiya tumne 

chala ke jaadu mera hosh udha diya tumne 

nazar mila ke mera dil chura liya tumne 

saware shaam tumhe dekhne ko jee chahe 

na dekh lu jo tumhe dil ko nahi kuch bhaaye

tumhaare naam se hi dhadkane meri dhadke

naa aarzo hain sanam tumse koi bhi badhke

mujhe deewana bana kar ye kya kiya tumne

mujhe deewana bana kar ye kya kiya tumne 

chala ke jaadu mera hosh udha diya tumne 

teri panaho me dil ye muskurataa hai 

tumhari baaho me hi mujhko chain aata hai

tere liye hi sanam mera jeena marna hai

bhula ke saara jaha tumse pyaar karna hai

ye haal kaisa oh sajaan bana diya tumne 

bhala kiya yah bura jo kiya kiya tumne 

chala ke jaadu mera hosh udha diya tumne 

chala ke jaadu mera hosh udha diya tumne 

bhala kiya yah bura jo kiya kiya tumne

nazar mila ke mera dil chura liya tumne 

chala ke jaadu mera hosh udha diya tumne 

nazar mila ke mera dil chura liya tumne 

chala ke jaadu mera hosh udha diya tumne 

nazar mila ke mera dil chura liya tumne 

chala ke jaadu mera hosh udha diya tumne

Explore this song