Roman script

samjhau dil ki baate main kaise

tere bin mujhme nahi hu main kahin jaise

samjhau dil ki baate main kaise

tere bin mujhme nahi hu main kahin jaise

mujhse jyada mujhme tu rahti hai

na pata na khabar mujhko ye hua kaise

kiya tune kya ye bata

hua khud se main bepata

mere ishq ki pahli baarish tu

kiya tune kya ye bata

hua khud se main bepata

har saans ki tu hi saans hai

beete na bin tere

tere bin ek din sun zara, sun zara

kah raha dil mera dil ki hai

tu hi jaan sun zara, sun zara

maange koi mera pata

ha naam kahta hu main bas tera

tujhse juda hai bakhuda

na ye jami meri na aasma

sochu to hairan hu

kya kahu main kya na kahu

har waqt kyun teri baat hai

har waqt kyun teri baat hai

beete na bin tere

tere bin ek din sun zara, sun zara

kah raha dil mera dil ki hai

tu hi jaan sun zara, sun zara

beete na bin tere

tere bin ek din sun zara, sun zara

kah raha dil mera dil ki hai

tu hi jaan sun zara, sun zara

samjhau dil ki baate main kaise

tere bin mujhme nahi hu main kahin jaise

mujhse jyada mujhme tu rahti hai

na pata na khabar mujhko ye hua kaise

kiya tune kya ye bata

hua khudse main bepata

mere ishq ki pahli baarish tu

kiya tune kya ye bata

hua khud se main bepata

har saans ki tu hi saans hai

beete na bin tere

tere bin ek din sun zara, sun zara

kah raha dil mera dil ki hai

tu hi jaan sun zara, sun zara

sun zara

Explore this song