Roman script

hai kitna suhana suhana nazara 
hai kitna suhana suhana nazara
bhatakati najar ka 
bhatakati najar ka sahaara hai 
hai kitna suhana suhana nazara 
hai kitna suhana suhana nazara
lipati hai belo se bele
lipati hai belo se bele
ek hum bhi the jab tumse mile
to bas tumse mile
samay kar raha hai ishara
samay kar raha hai ishara
suhana nazara hai kitna suhana
suhana nazara hai kitna suhana
suhana nazara
kise dhundhti hai nigaahe nigahe
tujhe dhundhti hai ye meri nigahe
kise dekhne ko ye chaahe ye chaahe 
kise dekhne ko ye chaahe ye chaahe 
aane waala hai kaun  
aane waala hai kaun humaara hai
hai kitna suhana suhana nazara 
hai kitna suhana suhana nazara
jab aate hawaao ke jhoke 
jab aate hawaao ke jhoke 
na jane kyu dil
na jane kyu dil mera choke
dil mera choke
kaise ho kisi ne pukaara 
kaise ho kisi ne pukaara
suhana nazara hai kitna suhana  
suhana nazara hai kitna suhana 
suhana nazara

Song details

Song video

Watch on YouTube