Roman script

dekhi duniya ko basaya tha badi mushkil se 
dil ka virana sajaya tha badi mushkil se 
haay takdeer meri haay takdeer meri 
banke bigdti kyun hai 
haay takdeer meri haay takdeer meri 
banke bigdti kyun hai 
haay takdeer meri haay takdeer meri
apni khushiyo ka ummido ka armano ka 
maine ek baag lagaya tha badi mushkil se 
haay takdeer meri haay takdeer meri 
banke bigdti kyun hai 
haay takdeer meri haay takdeer meri
bujh gaya hai meri duniya me andhera karke 
maine jo deep jalaya tha badi mushkil se 
haay takdeer meri haay takdeer meri 
banke bigdti kyun hai 
haay takdeer meri haay takdeer meri
banke bigdti kyun hai 
haay takdeer meri haay takdeer meri

Song details

Song video

Watch on YouTube