Roman script

haay mehmaan kahan ye gham ae jana hoga 

khana ae dil ko koi roz mein viraan hoga 

haay mehmaan kahan ye gham ae jana hoga 

kosta hun jo naseebon ko to kahta hai wo sokh 

kosta hun jo naseebon ko to kahta hai wo sokh 

phir mohabbat na krega agar insan hoga 

phir mohabbat na krega agar insan hoga 

dam meri aankho mein atka hain ke dekhu to sahi 

dam meri aankho mein atka hain ke dekhu to sahi 

kya masiha se mere dard ka darma hoga 

kya masiha se mere dard ka darma hoga 

jindagi ishq mein mushkil hai 

haay jindagi ishq mein mushkil hai 

mushkil hai to mar jayenge ae

ab se vo kaam karenge ke jo aasan hoga 

ab se vo kaam karenge ke jo aasan hoga

Explore this song