Roman script

hale dil hamara jane na bewafa  

ye jamana jamana

hale dil hamara jane na bewafa 

ye jamana jamana

suno dunia walo aayega laut kar

din suhana suhana

hale dil hamara

ek din dunia badal kar rashte par aayegi

aaj thukra ti hai hamko kal magar sharmayegi

bat ko tum man lo are jan lo bhaiya

hale dil hamara jane na bewafa 

ye jamana jamana

suno duniya walo

dag hai dil par hazaro hum to phir bhi shak hai

aas ke deepak jalaye dekh lo aabad hai

teer dunia ke sahe par khus rahe bhaiya

hale dil hamara jane na bewafa 

ye jamana jamana

suno duniya walo

jhuth ki manjil pe yaro hum na hargirz jayenge

hum jami ki khak sahi aasma par chayenge

kyu bhala dab kar rahe darte nahi bhaiya

hale dil hamara jane na bewafa 

ye jamana jamana

suno dunia walo aayega laut kar

din suhana suhana

hale dil hamara

Explore this song