Roman script

aise aandi tufano ne aakar mujhko ghera

mandir, masjid rahe salamat, tut gaya dil mera

hadso me dil ke tukde ho gaye, ho gaye

hadso me dil ke tukde ho gaye, ho gaye

chur apne sab irade ho gaye aa aa

chur apne sab irade ho gaye

waqt ne aisa diya dhoka hume

waqt ne aisa diya dhoka hume

kya hume hona tha or kya ho gaye

kya hume hona tha or kya ho gaye

hadso me dil ke tukde ho gaye, ho gaye

dur tak ek dard ka shalab hai har jagah bikhra hua ek khwab hai

dur tak ek dard ka shalab hai har jagah bikhra hua ek khwab hai

jagana tha  hye jis lamha kahi

jagana tha  hye jis lamha kahi

kyu waha apne mukadar so gaye

kyu waha apne mukadar so gaye

hadson me dil ke tukde ho gaye, ho gaye

har taraf virayina, tanhayiya, kon samjhe zakam ki ghrayiya

har taraf virayina, tanhayiya, kon samjhe zakam ki ghrayiya

mot ban kar ji rahi hai zindgi

mot ban kar ji rahi hai zindgi

apni parchhi me hum to kho gaye

apni parchhi me hum to kho gaye

hadson me dil ke tukde ho gaye, ho gaye

hadson me dil ke tukde ho gaye, ho gaye

chur apne sab irade ho gaye aa aa

chur apne sab irade ho gaye

waqt ne aisa diya dhoka, hume

waqt ne aisa diya dhoka, hume

kya hume hona tha or kya ho gaye

kya hume hona tha or kya ho gaye

hadson me dil ke tukde ho gaye, ho gaye

Explore this song