Roman script

ha humne pyar kiya kah de jamane se 

abhi nahi na na abhi nahi 

o ho abhi nahi na na abhi nahi 

pyar kahi chhupta hai aise chhupane se 

kabhi nahi na na kabhi nahi 

meri jaan kabhi nahi na na kabhi nahi 

tumhi se pyar kiya hai ise chhupaye kyu 

kiya hai jurm humne kya najar churaaye kyu 

kiya hai pyar magar koi aisi baat naa kar 

jamaane waale humpe ungaliya uthaaye kyu 

jamana kya hai jamaane ne kiska saath diya 

humari baat piya humne tumse pyar kiya

deewane o na sata haaye na sata yu na sata 

ab to dil ka raaj kah de dil ke deewane se 

abhi nahi na na abhi nahi

meri jaan abhi nahi na na abhi nahi  

ha humne pyar kiya kah de jamane se 

abhi nahi na na abhi nahi 

o ho abhi nahi na na abhi nahi 

ghata si julf aaj khulke mahak jaane de 

dhalak raha hai ye aanchal to dhalak jaane de 

sambhaal khud ko bhi aise bekarar na ho 

bala se dil bahak raha hai bahak jaane de 

teri adaaye dil ko jab yu bekarar kare 

daba ke dard kab talak yu intejar kare 

na chhed aise sanam tujhko sanam meri kasam 

to dil se milaane de dil kisi bahaane se 

abhi nahi na na abhi nahi

meri jaan abhi nahi na na abhi nahi  

ha humne pyar kiya kah de jamane se 

abhi nahi na na abhi nahi 

o ho abhi nahi meri jaan abhi nahi

are pyar kahi chhupta hai aise chhupane se 

kabhi nahi na na kabhi nahi 

meri jaan kabhi nahi na na kabhi nahi

Explore this song