Roman script

ha bura kiya hai huzoor maine

ha bura kiya hai huzoor maine

ha thodi si pi hai zaroor maine

ha bura kiya hai huzoor maine

ha thodi si pi hai zaroor maine

ha bura kiya hai huzoor maine

samjhati hai duniya sharabi mujhe

samjhati hai duniya sharabi mujhe

ye kahti hai khanakharaabi mujhe

ye pahla kiya hai qasoor maine

ha bura kiya hai huzoor maine

ha thodi si pi hai zaroor maine

ha bura kiya hai huzoor maine

main do jaam peekar hi madhosh hu

main do jaam peekar hi madhosh hu

magar ye to pite hai insaan ka khun

ajab inka dekha saroor maine

ha bura kiya hai huzoor maine

ha thodi si pi hai zaroor maine

ha bura kiya hai huzoor maine

ye thodi si pina bala ho gaya

ye thodi si pina bala ho gaya

zamana bhi mujhse khafa ho gaya

ye pahla kiya hai qasoor maine

ha bura kiya hai huzoor maine

ha thodi si pi hai zaroor maine

ha bura kiya hai huzoor maine

Explore this song