Roman script

na bane rahath, chal ke bhi jahan

na bane khaak, yaadon ke nishaan

ro kar  muskaaye, dekho aabru

khudgar pehchano, ye hai gam-e-rooh

na koi jaat, na koi hai mera

kya mera naam, aur kya tera hua

chale gaye tum, kisko pukaru ye

mudkar to dekho, ye hai gam-e-rooh

kyun hai bekaabu, ye jo jala

kyun dar dar bhatke, tum socho bhala

koyla bhi tap tap ke, sukha yahan

khokhale mann me rukha sama

maano maano jaano jaano ha

na bane rahath, chal ke bhi jahan

na bane khaak, yaadon ke nishaan

muskaaye dekho aabru

khud kar pehchano, ye hai gam-e-rooh

gam-e-rooh, gam-e-rooh

gam-e-rooh, gam-e-rooh

gam-e-rooh, gam-e-rooh

chale gaye tum kisko pukaru ye 

mudkar to dekho, ye hai gam-e-rooh

Explore this song