Roman script

gulabi aankhe jo teri dekhi 

sharabi ye dil ho gaya 

sambhalo mujhko o mere yaaro 

sambhalna mushkil ho gaya 

dil mein mere khwab tere

tasweere jaise ho deewar pe 

tujhpe fida main kyu hua 

aata hau gussa mujhe pyar pe 

main lut gaya maan ke dil ka kaha

main kahi ka naa raha

kya kahu main dilruba

bura ye jadu teri aankho ka 

ye mera kaatil ho gaya 

gulabi aankhe jo teri dekhi

sharabi ye dil ho gaya

maine sada chaha yahi 

daaman bacha lu hasino se main

teri kasam khwabo mein bhi

bachata fida najnino se main 

tauba magar mil gayi tujhse najar

mil gaya dard-e-jigar

sun jara o bekhabar 

jara sa hanske jo dekha tune

main tera bismil ho gaya

gulabi aankhe jo teri dekhi 

sharabi ye dil ho gaya 

sambhalo mujhko o mere yaaro 

sambhalna mushkil ho gaya

Explore this song