Roman script

gud evening ladies and gentlemen

abey yeh yeh u hu hu aa ha ha me latake rahega kya

arey hamako nautanki dikha nautanki

thik hai behan bhaiyyo, ham aapko aaisi hee kuchh chij dikha rahe hai

jo aapne mahabharat ke jamane se, jo kand dekhte aa rahe hai

abhee aapko ek kand idhar bhee dikha rahe hai

itna sannata kyon hai bhai

ek do tin aaja bhanje pyare sadee utar karle maje sare

mai bhee hu bhanja teraa mama aaun kya teree madad karne

?? tu abb toh aaja sadee blouse peticoat leke tu aaja

sadee nahee salwar nahee koee chij toh leke aa ha ha ha ha ha

monica o my sister leke aaya lee cooper

aaya kyon hai tu yaha re pin silaya bina puchha re

pins dega bhai banega plan, bigdega o meraa plan bigdega gadhe

jawani janeman hasin dilruba, mile do dil jawan misal ho gaya

shikari khud yaha shikar ho gaya, yeh kya gajab hua yeh kaise kab hua

naa janu mai, naa jane woh

khamosh

bey teree toh bap kaa raj hai kya

ma ma mai aapko nahee bola, baba mai aapko nahee bola

abb aapke samne aa rahe hai jille ilahi

sahibe aalam shehanshahe akbar ha ha ha ha ha

anarkali hamne suna hai ke sheku ke sath tumhari

lochaye jawani bahut gul khila rahee haikha

mohabbat gul nahee toh kya rasgulle khilayegi jahan panah

khamosh ek adnan kanij

hindustan kee mallika banne kee aarju rakhti hai

sipahiyon iss bemat laundi ko le jao aur diwaro me chunwa do

takliyaj ah meraa matlab hai irshad

pyar kiya toh darna kya, jab pyar kiya toh darna kya

pyar kiya koee choree nahee kee, apnon se parda karana kya

pyar kiya toh darna kya, jab pyar kiya toh darna kya

akbar-e-ajam mughal-e-ajam inn aankho me

kanij kee sehmi hui hasrate hai

mere aankho se mere khwab naa chhiniye

shekhu agar tumhari aarju ek kanij hai ek bandhi hai

toh yeh bandhi hame bahu ke rup me kabul hai

chalo dildar chalo jara khopche me chalo

ham hai taiyyar chalo

hillori hollori hillo hillo hillori - (3)

chal goree chalo ri challo challo challo ri - (3)

shekhu yeh tune kya kiya, yeh chal tu parda gira

kya bhai log ha maja aaya, arey bahut maja aa raha hoga aapko

arey maja aayenga hee aayenga hee maja

kyon nahee aayenga kyon ki, mai mai england se chala aa raha hu

ummm aa aa mai

aaja re aaja re o mere deva aaja, dil kee pyas bujha ja re

paro paro paro ishh

meraa deva ghar aaya o ram jee - (3)

paro dekh mai tere liya kya laya hu, lense laye ho

nahee mai khud see ke laya hu, shutti

kate nahee katati yeh din yeh rat, kehani thee tumase jo dil kee bat

lo aaj mai kehati hu i love you, i love you

Explore this song