Roman script

gokul gaao kadamb ki chaao

gokul gaao kadamb ki chaao

bahe ras ki dhara sudhadhar ki 

sanjh sakare gwalaniya sanjh sakare gwalaniya 

jhankar kare jhankar kare pag jhanjhar ki 

gokul gaao kadamb ki chaao

bahe ras ki dhara sudhadhar ki 

vanshi wat pe jamuna tat pe chhawi jhul rahi 

nat nagar ki chhawi jhul rahi 

chhawi jhul rahi nat nagar ki

padhe bhagya jo padhe bhagya jo 

likhe lekhni lila usi liladhar ki 

lila ye usi liladhar ki 

mor mukut sar par saje gal baijanti maal

liye hath me bansuri khade nand ke laal

Explore this song