Roman script

gin-gin taare

gin-gin taare mai haar gayi raat ko 

gin-gin taare mai haar gayi raat ko 

haay mere saiyaan na aaye mulaakaat ko

gin-gin taare mai haar gayi raat ko

haay mere saiyaan na aaye mulaakaat ko

gin-gin taare

birha ki raat maine ro ke bitaayi, raaja ro ke bitaayi

sunta hai kaun dukhi dil ki duhaayi, raaja dil ki duhaayi

chanda ji bhi chhup-chhup the sun ke meri baat ko

chanda ji bhi chhup-chhup the sun ke meri baat ko

gin-gin taare

gin-gin taare mai haar gayi raat ko

haay mere saiyaan na aaye mulaakaat ko

gin-gin taare

aaja pardesi piya din pher apne, raaja din pher apne

naino me aan base tere hi sapne, raaja tere hi sapne

chaunk padu rah-rah ke aadhi-aadhi raat ko

chaunk padu rah-rah ke aadhi-aadhi raat ko

gin-gin taare

gin-gin taare mai haar gayi raat ko

haay mere saiyaan na aaye mulaakaat ko

gin-gin taare

Explore this song