Roman script

saiyya saiyya chudi pe likhu
phir bechu gaanv gaanv
kya saiyya tujhko yaad hai woh tune 
pehli pehli baar mein jo mujhe dekha tha
gaanv ke peechhe neem ke neeche kya 
apne mere baare mein socha tha
phir baapu se mera haath liya 
shaadi ka bandhan baandh diya
phir beech bhanvar mein 
chhod  ke mera tod diya sapana
ghoonghat na khol ghoonghat na kholiyo sajana
o harjaai o saudaai kyon beech bhanvar mein 
chhod  ke mera tod diya sapana
ghoonghat na kholiyo sajana 
ghoonghat na kholiyo sajana 
savan bhaado bin beet gaya baisakhi 
mela beet gaya bedardi piya
titlisi main naach nachi birhaa agni 
mein raat kati kya haal kiya
joban aangan mein yu tha pada 
kachhi maati ka jaise ghada
chhude ne meri kalaai ne 
ab chhod  diya sajana
hay ghoonghat na kholiyo 
ghoonghat na kholiyo hay 
ghoonghat na kholiyo sajana
mujhe khabar hai tune sautan sang khela tha 
jhoom ke holi rang baake baalam
arr jo ungli teri ghee mein thi kaali 
kalmuhi dil mein thi kya tha aalam
panghat pe sakhiyaan baat kare 
chhuriya si mere dil pe chali
jaa nirmohi ab mujhko tere rang nahi rangna hay
ghoonghat na kholiyo sajana
ho patila thaaro nakhraalo
ho patila thaaro nakhraalo
ho patila thaaro nakhraalo
ho patila thaaro nakhraalo
aankhon mein jhaank ke dekh jara hai 
mann mein tera pyar bhara sun banwariya
mere dil mein kya hai kaise kahu main 
ban ke tere paaon mein rahu teri janjhariya 
kauaa leke tera kaan uda tu kaan ko apne dekh zara
main saancha preetam tera hoon tu meri hasi makhani
ghoonghat to ghoonghat to kholiyo sajani
ghoonghat na kholiyo sajana
ghoonghat to kholiyo sajani
ghoonghat na kholiyo sajana

Song details

singer: Shabaab Sabri, Sonu Kakkar