Roman script

aisi bani boliye, aisi bani boliye

aisi bani aisi bani, aisi bani boliye

aisi bani boliye, aisi bani boliye

aisi bani aisi bani, aisi bani boliye

aisi bani boliye man ka aapaa khoye

aisi boliye bani boliye boliye he

aisi bani boliye man ka aapaa khoye

chotil sab hain marham marham boliye he 

jagg kaafil hai paidaar badaa

yahan baat se na koi baat ladaa

kya surat maanje

kyun sirat maanje naa

maili rooh khandhar kahi laave

aisi bani bole akshar na agni boye

chotil sab hain marham marham boliye

aisi bani boliye, aisi bani boliye

aisi bani aisi bani, aisi bani boliye

aisi bani boliye, aisi bani boliye 

aisi bani aisi bani, aisi bani boliye

ghanghor shikan maathe maathe

badi zor chubhan aankhen aankhen

sab kadwe latifey, foot kar cheekhe

saara jhooth, chhal, kapat, fareb, dhokhe

lagaaye ghaat nazren baithi, lagaaye ghaat

yaka yak yahan se neki bhaagi hai

muskilaa to ki zid aisi hai

belibaas bhai gyan padhaai

aisi bani boliye, aisi bani boliye

aisi bani aisi bani, aisi bani boliye

aisi bani boliye, aisi bani boliye 

aisi bani aisi bani, aisi bani boliye

aise shareef jagat nu ki hoyaa, haan ki hoyaa

aise shareef jagat nu ki hoyaa

aise shareef jagat nu  ki hoyaa

aye vekh hajoor mera royaa

thoda maatam, thodi laanat

aur baaki sab khanjhaar

kyun maanas maanas ambar hai

haqeeqat bad se battar hai

dukhda liddar, chala adambar

gurezaan sab sansaar

sab rakhte zubaan pe ajgar hai

buri soch ki sir par gatthar hai

kya gonje gaanje, kyun aap me khoje nay

na gawaar jauhar dikh laaye

aisi bani bole akshar na agni boye

amrit ras sa chun chun shabdaa boliye

aisi bani boliye, aisi bani boliye 

aisi bani aisi bani, aisi bani boliye

aisi bani boliye, aisi bani boliye 

aisi bani aisi bani, aisi bani boliye

aisi bani boliye, aisi bani boliye

aisi bani aisi bani, aisi bani boliye

aisi bani boliye, aisi bani boliye 

aisi bani aisi bani, aisi bani boliye

Explore this song