Roman script

ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja

rote hai nain banware inhe samjha ja

pehle to aas dilai ab fir kyu aakh churayi

hatho me hath diya hai laaz nibha ja

hatho me hath diya hai laaz nibha ja

rote hai nain banware inhe samjha ja

ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja

ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja

aankhe fariyad karengi ro ro kar yaad karengi

aankho ki bhul balma aake bata ja

aankho ki bhul balma aake bata ja

rote hai nain banware inhe samjha ja

ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja

ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja

Explore this song