Roman script

ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa

ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa

magar pyasa, koi ab tak hai pyasa

ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa

wo aayenge, wo aate hai, wo aaye

wo aayenge, wo aate hai, wo aaye

main is ummed me raato ko jaaga

main is ummed me raato ko jaaga

ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa

tasalli phir wahi, phir kal ka vada

tasalli phir wahi, phir kal ka vada

tasalli phir wahi, phir kal ka vada

wahi kasme, wahi jhutha dilasa

wahi kasme, wahi jhutha dilasa

ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa

andhera ghar mera ho jata roshan

andhera ghar mera ho jata roshan

agar chehre se wo parda hatata

agar chehre se wo parda hatata

ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa

magar pyasa, koi ab tak hai pyasa

ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa

pahunchta apni manjil par main ek din

pahunchta apni manjil par main ek din

apni manjil par main ek din

pahunchta apni manjil par main ek din

agar rahbar mujhe rasta dikhata

agar rahbar mujhe rasta dikhata

ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa

gazal naushad ki hontho pe sabke

gazal naushad ki hontho pe sabke

usi ki ragini har koi gaata

usi ki ragini har koi gaata

ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa

magar pyasa, koi ab tak hai pyasa

ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa

Explore this song