Roman script

ghar tera apna ghar lage

jaye kaha man iske aage jaye kaha

mili man ki dagar se teri gali

mili man ki dagar se teri gali

jaise musafir paye watan me 

chain hai waisa tere nain me

jaise musafir paye watan me

chain hai waisa tere nain me

chain hai waisa tere nain me

naina dhunde rain basera

kah do ke ha yahi dwar hai tera

kah do ke ha yahi dwar hai tera

naina dhunde rain basera

kah do ke ha yahi dwar hai tera kah do ke ha 

mili man ki dagar se teri gali

mili man ki dagar se teri gali

hath me jo hath hai tere jaise manjil sath hai mere

hath me jo hath hai tere jaise manjil sath hai mere

jaise manjil sath hai mere 

rahi teri gali jab se aayi aake yaha nit man yahi gaye

aake yaha nit man yahi gaye rahi teri gali jab se aaye

aake yaha nit man yahi gaye aake yaha

mili man ki dagar se teri gali

mili man ki dagar se teri gali

ghar tera apna ghar lage

jaye kaha man iske aage jaye kaha

mili man ki dagar se teri gali

mili man ki dagar se teri gali

Explore this song